THESE R SOME COOL SHYRIS WRITTEN BY ME.
Akele hi nikal pade the manzil ki talaash mein,
Raah mein log milte gaye aur caravan badhta gayaa.
Jinhe dil se chaaha, jinhe dil se pooja
nazar aane lage hai wohi ajnabi se,
Rawaayat rahi hai ye sadiyon puraani
shikaayat nahin hai koyi zindagi se.
Pyaar tum naa karo,
iska koyi gam nahin.
Bewafaa mat kaho,
Bewafaa hum nahin.
Jhoote waade karen,
Woh sanam hum nahin.
Bewafaa mat kaho,
Bewafaa hum nahin.
TAJ MAHAL As a Bachelor
____________________________________
takdir hai, magar kismat nahi khulti,
tajmahal banana chahata hoon
lekin mumtaz nahi milti
As a Lover
____________________________________
takdir hai, magar kismat nahi khulti,
tajmahal banana chahata hoon,
mumtaz mil gayi hai magar
woh shaadi nahi karti
As a married one
____________________________________
takdir hai, magar kismat nahi khulti,
tajmahal banana chahata hoon
lekin mumtaz nahi marti!
Khuda kisi ko kis par fidaa na kare,
Agar kare to Qayamat tak judaa na kare
Nahin lag sakta kabhi maikhane main taala
Ek nahin..do nahin...Saara shahar hai peene waala
--------------------------------------------------------------------------------
Mujhe Is Baaat Ka Ghum Nahi Kay Badal Gayaa Zamaana
Meri Zindagi To Sirph Tum Ho, Kahin Tum Na Badal Jaana
--------------------------------------------------------------------------------
Chehrey Per Banawat Ka Gussa,
Aankhon Say Chalakta Pyar Bhi Hai,
Is Shauq-E-Ada Ko Kya Kahiye
Inkar Bhi Hai Iqraar Bhi Hai
--------------------------------------------------------------------------------
Aansoon ko aankhon ki dehleez par laya na karo
Apne dil ki haalat kisi ko bataaya na karo
Log muth-thi bhar namak liye ghooma karte hain
Apne Zakham kisi ko dikhaaya na karo
--------------------------------------------------------------------------------
Tairna Hai To Paani Main Aao, Kinare Pe Kya Rakha Hai
Ishq Karna Hai To Bahar aa, Ishare main Kya Rakha Hai
--------------------------------------------------------------------------------
Tere ishq main janam kya se kya haal ho gaya
Badan se badboo aa rahee hai, nahay jamana ho gaya
--------------------------------------------------------------------------------
Ishq Ne Insaan Ko Kya Se Kya Bana Diya,
Mumtaz Kamal Ka Phool Tak Na Utha Saki,
Shahjahan Ne Uske Liye Taj Mahal Bana Diya......
--------------------------------------------------------------------------------
Before Marriage:
Takdir hai magar kismat nahi khulti,
Tajmahal banana chahata hoon,
Lekin mumtaz nahi milti.
After marriage:
Takdir hai magar kismat nahi khulti,
Tajmahal banana chahata hoon, lekin
Mumtaz nahi marti.
--------------------------------------------------------------------------------
A chilman is an urdu word for a WINDOW.
Ek dost uske jigri dost to sher sunaa rahaa hai.
Arz kiyaa hai.......
SHAYAR: Is chilman se hum nikle, us chilman se woh nikle....
His friend: Aage
SHAYAR: Is chilman se hum nikle , us chilman se woh nikle...
His friend: Aage
SHAYAR: Continues the same thing...is chilman......
HIs friend( VEXED) : Aag lagaado us chilman ko, na tum niklo na woh nikle!!!!!!
--------------------------------------------------------------------------------
Humne bhi pyar kiya tha jindgi main, badi joshh ke sath !
Humne bhi pyar kiya tha jindgi main, badi shhor ke sath !
Aab hum pyar karenge badi soch ke sath !
Kyon ki usey kal shamko dekha kisi aur ke sath !
--------------------------------------------------------------------------------
Voh Sadak Ke Us Paar Thi Hum Sadak Ke Is Paar The
Kuch Hum Aage Badhe, Kuch Voh Aage Badhi
Hum Kuch Aur Aage Badhe, Voh Bhi Kuch Aur Aage Badhi
Hum Aur Bhi Aage Badhe, Voh Bhi Aur Aage Badhi
Ab Hum Sadak Ke Us Paar Hein, Aur Voh Sadak Ke Is Paar Hein
--------------------------------------------------------------------------------
Dhoodh mein chaaval dhaalne se Kheer banthi hai
Dhoodh mein chaaval dhaalne se Kheer banthi hai
Mohabbat mein Jootha padne se Taqdeer banthi hai
--------------------------------------------------------------------------------
Chappal chhoti ho to
Panw me nahi aati
Biwi moti ho to
Bahon me nahi aati
--------------------------------------------------------------------------------
Wo pakwaan hi kya hai jo dak-kar na ho
Wo mithai hi kya hai jisme shakkar na ho
Wo pakwaan hi kya hai jo dak-kar na ho
Wo mithai hi kya hai jisme shakkar na ho
Wo gaadi hi kya hai jisko koyi takkar na ho
Wo gaadi hi kya hai jisko koyi takkar na ho
A're miyaa.. wo zindagi hi kya hai
jisme koyi chakkar na ho
--------------------------------------------------------------------------------
Jo mazaa thali me woh payalli me nahi
Jo mazaa saali me woh garwali me nahi.
--------------------------------------------------------------------------------
Kaaash ke tere chehre par Chickenpox ke daag hote.....
Kaaash ke tere chehre par chickenpox ke daag hote.....
Chand to tu hai hi ...sitaare bhee saaath hote !!!
--------------------------------------------------------------------------------
Kisi ek sher ki shaadi thi...
to uske barat main ek chuha bahut jam ke nach raha tha...
Public ka to funda hill gaya..
boss yeh chuhe ko sher ki shaadi main itna kya maja aa raha hai...
To ek bander ne chuhe se pucha ...
'abhey item, itna kyon naach riya hai ?'
Chuha bola... 'aaj mere bhai ki shaadi hai, nachoo kyon nahin'
Bander: 'Sher aur tera bhai.. abe bheja khisak gela hai kya!!'
huha: 'Haan... main bhi shaadi ke pehle sher tha...'
Khuda kare...
Khuda kare ke mohabbat mein voh makaam aaye
Khuda kare ke mohabbat mein voh makaam aaye
Mere labon pe hamesha ruku ka naam aaye
Mere labon pe hamesha ruku ka naam aaye
Khuda kare ho o o...
Koi mita na sake dil ke is fasane ko
Koi mita na sake dil ke is fasane ko
Karoon main yaad tujhe bhool ke jamane ko
Uthe jo meri nazar tera hi salaam aaye
Mere labon pe hamesha ruku ka naam aaye
Mere labon pe hamesha ruku ka naam aaye
Khuda kare ho o o...
Deewanepan ka nasha saari umar na utre
Deewanepan ka nasha saari umar na utre
Wafa ki bandgi mein apni zindagi gujre
Deewane dil ki tadap kuch to tere kaam aaye
Mere labon pe hamesha ruku ka naam aaye
Mere labon pe hamesha ruku ka naam aaye
Khuda kare ke mohabbat mein voh makaam aaye
Mere labon pe hamesha ruku ka naam aaye
Mere labon pe hamesha ruku ka naam aaye
Khuda kare ho o o...
Tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah
Tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah
Aur chal diye to jaise khuli raat ki tarah
Tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah
Baatein rahin adhuri, bichadna pada hamen
Baatein rahin adhuri, bichadna pada hamen
Tha yeh bhi itfaak mulakat ki tarah
Shehnai ke suron mein tha maatam ka shor kyun
Shehnai ke suron mein tha maatam ka shor kyun
Sapne to aaye neend mein baarat ki tarah
Hum bhi to muntzir hain ke, kuch zindagi mile
Hum bhi to muntzir hain ke, kuch zindagi mile
Aao hamare dil mein bhi zajbaat ki tarah
Ye to kaho ke ahad kiya tha rahenge saath
Ye to kaho ke ahad kiya tha rahenge saath
Ab kyun badal bhi jaate ho haalat ki tarah
Tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah
Tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah
AUR EK HAI
Ishq nachaye jisko yaar, ishq nachaye jisko yaar
Ishq nachaye jisko yaar, woh phir nache beech bazar,
woh phir nache beech bazar
Ishq kare jisko beemar, ishq kare jisko beemar
Ishq kare jisko beemar, uspe dava-daroo bekar, uspe dava-daroo bekar,
woh phir nache beech bazar
Ishq nachaye jisko yaar, ishq nachaye jisko yaar
Ishq mein jo chode ghar-bar, ishq mein jo chode ghar-bar
Ishq mein jo chode ghar-bar, uske gale mein preet ka haar,
uske gale mein preet ka haar, woh phir nache beech bazar
Ishq nachaye jisko yaar, ishq nachaye jisko yaar
Ishq ki keemat jaan aur dil, ishq ki keemat jaan aur dil
Ishq ki keemat jaan aur dil, ishq na ban paaye vaiopaar,
ishq na ban paaye vaiopaar, woh phir nache beech bazar
Ishq nachaye jisko yaar, ishq nachaye jisko yaar
Rahi Kalandar kehta hai, Rahi Kalandar kehta hai
Rahi Kalandar kehta hai, ishq khuda ka hai darbar,
ishq khuda ka hai darbar, woh phir nache beech bazar
Ishq nachaye jisko yaar, ishq nachaye jisko yaar
Ishq nachaye jisko yaar, woh phir nache beech bazar,
woh phir nache beech bazar
Woh phir nache beech bazar, woh phir nache beech bazar,
woh phir nache beech bazar
Tu mere dil mein aise samaayi hai
Jaise baajre ke khet mein bhains ghus aayi hai
Ghalib ne likha deewar par lal rang se
Yahan likhna mana hai
Teri zulfein hain ya ghana andhera
Jaaneman
katwa de baal, hoja ganji Aur kar de savera
Juice peene ka maza cup mein nahin, glass mein
hota hai
Greeting card dene ka maza gharwali ko nahin,
saali ko hota hai
Wo ladai hi kya jis mein do chaar gaaliyan na ho
Aur woh sasuraal hi kya jahan koi saaliyan na ho
Majnu Laila ke baal pakad ke bola
Moya kitne din se sar nahin dhoya
Jaayiye aap kahan jaayenge
Hum khud aapko chhod aayenge
Khush rahe tu sada yeh dua hai meri
Teri premika hi ban jaaye bhabhi teri
Hum aapke dil mein rahate hai
Aur bhaada bhi nahin dete hai
Ai husn ki mallika aur baharon ki shaan
Jai jawan jai kisan
Maine tumhe dekha, tumhe follow kiya
Tumne mere dil mein jalaaya pyaar ka diya
Par tumhare bhaiyya se mera pad gaya paala
Mujhe usne Clinic All Clear se Dho daala
Draupadi ka vastraharan Dushasan ko pada bhari
Saari mein saari Parag saari!
Jab tota hua dirty, Tote se boli maina
Don't you worry, Surf Excel hai na
Joron ki baarish Makes me wonder
Is this what they call, Taste the thunder?
Maine tujhe pyaar kiya, tere baap ne mujhe peeta
Sine theta by cos theta is tan theta, tan theta!
Cycle chalaate waqt handle ko dekho
Ladki pataate waqt sandal ko dekho
Har dil jo pyaar karega Woh khaana khaayega
Deewana apni deewangi se nahin balki, Waistline
se pehchaana jaayega
Tumko dekha to yeh khayaal aaya
Ki kal raat ko maine itna kyon khaaya
KYU MAZA AYA TO JALDI REPLY KARO
UMAIR,line meN lage raho pyare,
kabhi tou lahar aayegi
Ab kyun badal bhi jaate ho haalat ki tarah
Tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah
Tum aaye zindagi mein to barsaat ki tarah
BY MUMBAI KA RAJA {NAM HAI SHEHENSHAH}
--------------------------------------
Abe ye kya hua , ek dum se sab senti ho gaye hain
mere mitti ke shairon , jaggon aur haaN jo bhi kaho yaar last ghazal hai badi touchy .. good work yaar !!
BY RAHUL DESAI {KHANDALA}
==========================
SECOND SHAYRI KA REPLY
Ishq main UMAIR Shayar hoke, badal se barse paani
Ishq main UMAIR Shayar hoke, badal se barse paani
ab to ____ maan ja, aur ban ja uski Rani
KHATM HO JAYEGI YEH SHAYRO KI KAHANI !!!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
MUMBAI KA RAJA {NAM HAI SHEHENSHAH}
===================================
UMAIR ,
mein shayar to nahi,
magaarrrr aye haseen,
jabh se dekha meine tujhko mujhko,
shayareeeeee aa gayeeeee......
BaBU.... Dont MISunderSTAND,
Gaana aachcha hai !!! kaun se film se hai?
------------------------------------------
BY RUKSANA AHMED{MUMBAI}
IN REPLY TO THIS UMAIR WRITES
Chaandni ko guroor hai...
Ke chaand pe noor hai,
hum.... kis per guroor karein,
Humari ruku hi humse dur hai.
takdir hai, magar kismat nahi khulti,
tajmahal banana chahata hoon
lekin Ruksana nahi milti.
=========================
wah wah...
Yeh wala mast tha!!!!!!!!!!!!
-----------------------------
BY USA KA TOP GANDU
----------------------------------------
Oye meri aankh aur gand dono se paani nikal raha hai.
Balu, Balu, Tu kyon itna dukhi he raaaaaaaaaayyyyyyyyyy...
(Rajesh Khanna Style)
__________________
Gand maro sabki, Jay Badboodar Gand ki.
BY BADBOODAR GANDWALA
UMAIR ,
FOR GOD SAKE
----------------
BY RUKSANA AHMED
====================
Balu dost ..... udas main ho ......
Ek din aayega ki ruku tujhe yeh likhegi.....
Basmati chawal mal mal ke dhoti
Basmati chawal mal mal ke dhoti
Jab tumhari yaad aati, to chup chup ke roti
UCHAK GAI RHEGI YAAR
BY USA KA TOP GANDU
===================
khuda kare ki mohbbat mein ye makaam aaye
khuda kare ki mohbbat mein ye makaam aaye
TU baitha rahe yuin hi,
or RUKU kisi or sang bhaag jaaye------
--------------------------------------
BY NIRALI
=============
abe nirali tere ko jawab milega
Janeman Janeman tere do nayan
Janeman Janeman tere do nayan
Mar kar ta hai fod doon dono ko kur ke ONE BY ONE
by GANDU BACHCHA
Mohabbat main aisa bhi makam a sakta hai,
Ki tu rukku ke bachho ka mama ban sakta hai.
he he he
__________________
When I die Lie me upside down so that the world could kiss my ass
BY
Shahenshah - e - Gandoo
=======================